Aik Pathan ne Doctor ko bohat mara tou logon ne us se pucha Kiun kia huwa khan sahab?
Pathan: Itni garmi mein kehta hai paani ubaal k piyo..
-------------------------
Ye 1 sacha waqia hai ignore mat karna
 
Shah Faisal Colony me 1 larki ne ghar se bhag k shadi ki, kuch dino bad dono mein larai ho gai, 1 din larka larki ko mar rha tha larki ne bachne k lie churi uthai tou wo larkay ko lag gai or wo mar gya.
Larki ghabra k apne ghar ja k so gai, usne khwab mein dekha k 1 baba keh rhe hein "Beta tere kapro pe khoon k daagh hain tumhain to police pakar le gi." Larki boli Baba ab mein kaya karun tou baba ne kaha "Daro mat"
 
"Surf Excel hai Na"
------------------------
Kbhi kbhi dil chahta 
Hai
K
is dunya main jo aap say
ziada khubsurat hai usay 
jaan se maar dun,
 Magar........
Kya karun...
 
Islam me khud khushi bhi tou haram hai:-)
-----------------------
 ('.') Lo ji
<)(>arz
_/ \_ kia hai
Duniya me bohat Dard-o-Tanhai hai
\('',)/" wah
   \  \  wah 
 _/''''\_ wah
Zalimo tum b msg karo meri koi muft 
ki kamai hai.
-----------------------
 
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
No comments:
Post a Comment